Kal Shaam Mumbai me Sadhak bhai Hariom Singh ki mulakat hui Shree Dr.
Subramanian Swamyji se. Dr.Subramanian swamy ji ka hum abhar karte hai
ki unse se baat karne pe unhone kai sawalo ka jawab diya aur unhone
humse saari baate spast taur pe discuss kiya.
Q 1. Dr. Subramanian Swamy ji aap Khule aam Sant Shree Asaramji Bapu ke support me baat larte hai, tweet karte hai. Aapke alava aur BJP ke koi neta ya party kyu nahi karti?
Answer 1 . Dr. Swamyji ne kaha ki ye mera apna mat hai. Party ya anya logo ke baare me mai kuch nahi keh sakta.
Q2. Dr.Subramanian swamy aap jab jaante hai ki Bapuji pe lage sabhi aarop fake hai aur 210% fabricated hai tab aap khud unhe madad kyu nahi karne aage aate.
Answer 2. Dr. Swamy bole " Mai acchi tarah jaanta hu ki Bapuji ko fasaya jaa raha hai. Aur Meri baat hui thi Bapuji se unhone kaha tha ki is case me sahayata kijiye, Unki baat pe maine apni leagel team unke Ashram bheji thi. Lekin Ashram waalo ne mujhe aur meri team ko koi support nahi kiya to mai bhala kya kar sakta hu.
Q3. Dr.Subramanian swamy , hum maante hai ki ashram waalo ne aapko koi madad nahi ki, lekin Us 75 varsh ke Hindu sant ki raksha karna aapka aur humaara kartavya hai. Us baare me koi marg darshan dijiye.
Answer 3. Unhone kaha abhi bhi der nahi hui hai, Aap apne ashram ke logo ko kahiye ki who aaye humaare paas aur humaari team se mile hum unki poori madad karenge aur bapuji ka saath dnege.
Dr. Swamyji se baat karke kai anokhi cheezo ko jaanne ka avsar prapt hua aur kai prashno ke uttar Dr. Swamyji ne bade hi saralta se diye.

No comments:
Post a Comment